Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeManhar Desai
HomeManhar Desai
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naina to dukhne lage panth nihar nihar har dhadkan papiha bani piya pukar pukar chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re palkon ki hai kalam banayi kajal beh kar bani siyaahi kaise likhun kahani ghum ki tu hi mujhe bata de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re chanda re hum khush hain ghum diya hai tune ye ehsaan kiya hai tune jahaan raho khush raho meri iss dua ka asar dikha de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re chanda re o aakash ke sundar darpan tu hi sajni tu hi saajan bichhde dilon ko phir se mila de rota chaman hansa de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda reee
dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo dekh kar kisi ko hosh kho gaye ik nazar mein hum kisi ke ho gaye haaye re wo saamna dil pada hai thaamna phir rahe hain aankh mein nazaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare jab ke naache wo to jhoome zindagi uske har kadam pe baaje raagini ik pari jamaal hai aisi mast chaal hai jaise morni ke ho ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo yaad uski zindagi ke saath hai uski har adaa mein ek baat hai pyaar ki kitaab hai wo to laajawaab hai jo bhi dekhe jaan apni waare dil ki baazi jeet ke bhi haare
dil toone diya dil maine liya dil maine diya dil toone diya phir bhi duniya jale to hum kya karen dil toone diya dil maine liya dil maine liya dil toone diya phir bhi duniya jale to hum kya karen tere vaade pe bhule hain duniya ko hum hum to khud ko bhi bhulen hai teri kasam humne nazaron se dil ko nazar kar diya phir bhi duniya jale to hum kya karen door kaise rahogi meri yaad se dil ka paigaam denge hum fariyaad se husn ne zindagi mein nasha bhar diya phir bhi duniya jale to hum kya karen haye aankhen huyi chaar anjaan se is bahane liya hai dil mehmaan se ab nibhana padega hamein farz ya phir bhi duniya jale to hum kya karen dil lagana qayamat se hai kam nahin aur mohabbat mein marne ka bhi ghum nahin ishq mein dil ki kurbani hai shartiya phir bhi duniya jale to hum kya karen dil toone diya dil maine liya dil maine liya dil toone diya phir bhi duniya jale to hum kya karen
humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain ye prabhu ki adbhut prabhu ki adbhut jaagir dekhi ek hansta hai dus rote hain humein hanste mukhde chaar mile dukhiyaare chehare hazaar mile yahan sukh se sau guni peer dekhi ek hansta hai dus rote hain humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain do ek sukhi yahaan laakhon mein do ek sukhi yahaan laakhon mein aansu hain karodon aankhon mein humne gin gin har taqdeer dekhi ek hansta hai dus rote hain humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain kuchh bol prabhu ye kya maaya kuchh bol prabhu ye kya maaya tera khel samajh mein na aaya humne dekhe mehal re kutir dekhi ek hansta hai dus rote hain humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain
janam janam ke phere janam janam ke phere saanjh sawere sab ko ghere inse na koi bache re ye hain janam janam ke phere aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa janam janam ke phere mathura ja vrindawan ja chaahe phera laga le tu kaashi ka sab kuchh sehna padega bande chakkar hai lakh chaurasi ka maaya moh ke ye ghere mad lobh krodh ke andhere saanjh sawere sab ko ghere inse na koi bache re ye hain janam janam ke phere aaaaa aaaa aaaa aaaa maaya ye hai maaya duniyaan ki do rangi maaya kabhi uge aur kabhi dhale bhor bhaye shehnaayi baaje bhor bhaye shehnaayi baaje saanjh dhale to chita jale saanjh dhale to chita jale jinhe kehta tu mere mere aaj un sab ne mukhde phere saanjh sawere sab ko ghere inse na koi bache re ye hain janam janam ke phere aaaaa aaaa aaaa aaaa dekho gyaan ka deep jala dekho gyaan ka deep jala is deepak ke ujiyaale mein aaj musafir kahaan chala prabhu ki amar lagan mein pala magan bhajan ke saanche dhala is deepak ke peechhe peechhe kaun chala krishnam
mujhe mubaraq puraani yaaden tujhe mubaraq naya fasaana jo ho sake to naa yaad karna jo yaad aaun to bhool jaana mehlon ne chheen liyaa bachpan ka pyaar mera hooo ooo bachpan ka pyaar mera mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera hooo ooo kar lo eitbaar mera tum ho falak par main hoon zameen pe tum ko khabar kya humari tum ho falak par main hoon zameen pe tum ko khabar kya humari maano naa maanon mehlon mein reh ke main aaj bhi hoon tumhaari mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera hooo ooo kar lo eitbaar mera le chal humen bhi tu saath apne kehti hai dil ki sadaayen le chal humen bhi tu saath apne kehti hai dil ki sadaayen mujh se juda hai manzil tumhari tum se juda meri raahen mehlon ne chheen liya bachpan ka pyaar mera hooo ooo bachpan ka pyaar mera uljhoonga naa main daaman se tere raahon ka ek khaar banke uljhoonga naa main daaman se tere raahon ka ek khaar banke jaise rahen hon waise rahoge dil mein mere pyaar banke mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera
nain ka chain chura kar le gayi kar gayi neend haram chandrama sa mukh tha uska chandramukhi tha naam hoo nain ka chain chura kar le gayi ankhiyaan neeli aur nasheeli dil mein bas gayi vo lajeeli chaandni thi madbhari thi gagan se utari pari thi yaad hai wo din suhana yaad hai wo din suhana wo suhani shaam hoo nain ka chain chura kar le gayi kar gayi neend haram hoo nain ka chain chura kar le gayi sun raha hoon wo painjaniya ban mein naachi ek hiraniya yaad khoyi phir jaagi thi jaani pehachani lagi thi nain milate hi nayan se nain milate hi nayan se mann hua badanam hoo nain ka chain chura kar le gayi kar gayi neend haram chandrama sa mukh tha uska chandramukhi tha naam hoo nain ka chain chura kar le gayi kar gayi neend haram hoo nain ka chain chura kar le gayi
nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse mulaaqaat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi tum jo mile phool khile dil ke armaan hile dharti gagan donon lage jhumne nainon se milte hi nayan chalne laga mand pawan bhanvar lage kaliyon ko choomne bhanvar lage kaliyon ko choomne pehle milan ki ye karamaat huyi chandaa bin punam ki raat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chanchal palkon ke tale nazron ke teer chale baazi lagi do dilon ke khel ki tum bhi chale hum bhi chale dekh ke sab log jale badhne lagi bel madhur mel ki badhne lagi bel madhur mel ki apni muhabbat ki shuruaat huyi jeet idhar aur udhar maat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse
shamaa se koi keh de ki tere rahte rahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa sitaaro unse kehnaa nazaaro unse kehnaa sazaa ye ho rahi ki tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke shamaa aise jale jaise patange se judaa ho ke judaa ho ke duhaayi dete dete judaayi sahte sahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa shamaa se koi keh de rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne mitaane se nahin mitate mohabbat ke amar sapne amar sapne judaayi hanske sehna ke mere hoke rehnaa sazaa ye ho rahi ke tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati sitam ki baat sahen ham ghaat
tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to aaj ki shaam ka doodhiya anchal hai aaj ki shaam ka doodhiya anchal hai jhoomti hai faza aur hawa paagal hai mastiyon ke rang bikhre hain nigaahon mein tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to tum hanso to mile roshni iss dil ko tum hanso to mile roshni iss dil ko dil mera pyar se choom le manzil ko zindagi ke phool mehke meri raahon mein tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to
yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate ulfat mein hai mitna reet meri pinjre mein tadapti preet meri panghat pe pahunch kar pyaasa hoon kya haar meri kya jeet meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate dil bhara bhara pyaase hain nain hain paas magar mushkil hai milan panchhi hain akela suna sa man aankhon mein nami hai dil mein jalan taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate
zara saamne to aa o chhaliye chhup chhup chhalne mein kya raaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye chhup chhup chhalne mein kya raaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliyaa hum tumhen chaahen tum nahin chaaho aisa kabhi naa ho sakta pita apne baalak se bichhad ke sukh se kabhi naa so sakta humen darne ki jag mein kya baat hai jab haath mein tihaare meri laaj hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye prem ki hai ye aag sajan jo idhar uthe aur udhar lage pyaar ka hai ye saar piya jo idhar sajje aur udhar bajje teri preet pe bada humen naaz hai meri sar ka tu hi re sartaaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye chhup chhup chhalne mein kya raaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chanda Re Mori Patiyan Le Ja Banjarin (1960) 04:28 16206
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pardesi
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Lalita Kumari
Raag- 
Durga
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 16206   

Dil Ki Baazi Jeet Ke Bhi Haare Madan Manjari (1961) 03:17 15620
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sharda Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:17   Song Number : 15620   

Dil Toone Diya Dil Maine Liya Banjarin (1960) 03:33 37346
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pardesi
Singer- 
Geeta Dutt, Mukesh
On Screen Actors- 
Kanchan, Manhar Desai
Duration : 03:33   Song Number : 37346   

Humne Jag Ki Ajab Shankar Sita Ansuya (1965) 03:49 15647
 
Poster of Shankar Sita Ansuya (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Pt Shiv Ram
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:49   Song Number : 15647   

Janam Janam Ke Phere Janam Janam Ke Phere (1957) 07:17 40507
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 07:17   Song Number : 40507   

Mehlon Ne Chheen Liya Bachpan Zabak (1961) 04:28 15176
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Shayama
Duration : 04:28   Song Number : 15176   

Nain Ka Chain Chura Kar Chandramukhi (1960) 03:13 36201
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Kavita
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 36201   

Nainon Se Nainon Ki Baat Huyi Chandramukhi (1960) 03:23 37385
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kavita, Manhar Desai
Duration : 03:23   Song Number : 37385   

Shamaa Se Koi Keh De Jai Bhawani (1961) 04:04 36873
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Jaishree
Duration : 04:04   Song Number : 36873   

Tum Humsafar Bano To Ek Nao Do Kinare (1973) 03:33 18509
 
Poster of Ek Nao Do Kinare (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Heena Kausar, Manhar Desai
Duration : 03:33   Song Number : 18509   

Yahaan Raat Kisi Ki Rote Kate Jai Bhawani (1961) 04:08 37064
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker, Manhar Desai
Duration : 04:08   Song Number : 37064   

Zara Samne To Aa Janam Janam Ke Phere (1957) 03:24 13414
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Niroopa Roy
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:24   Song Number : 13414   
Karaoke Songs of manhar desai, Sad Songs of manhar desai, Love Songs of manhar desai, Dance Songs of manhar desai, Hip-hop songs of manhar desai, Best songs of manhar desai, Super hit songs of manhar desai, hit songs of manhar desai, duet songs of manhar desai, solo songs of manhar desai, old songs of manhar desai, famous songs of manhar desai, Hindi Karaoke Songs of manhar desai, Hindi Sad Songs of manhar desai, Hindi Love Songs of manhar desai, Hindi Dance Songs of manhar desai, Hindi Hip-hop songs of manhar desai, best Hindi songs of manhar desai, super hit Hindi songs of manhar desai, hit Hindi songs of manhar desai, duet Hindi songs of manhar desai, solo Hindi songs of manhar desai, old Hindi songs of manhar desai, famous Hindi songs of manhar desai, Sing Along Songs of manhar desai, Sing Along Sad Songs of manhar desai, Sing Along Love Songs of manhar desai, Sing Along Dance Songs of manhar desai, Sing Along Hip-hop songs of manhar desai, Sing Along Best songs of manhar desai, Sing Along Super hit songs of manhar desai, Sing Along hit songs of manhar desai, Sing Along duet songs of manhar desai, Sing Along solo songs of manhar desai, Sing Along old songs of manhar desai, Sing Along famous songs of manhar desai